SONG: Mera Dil Ye Deewana - मेरा दिल ये दीवाना

Mera Dil Ye Deewana - मेरा दिल ये दीवाना

LYRICS:
mera dil ye diwana najar ka nishana kaha aaj chala hai balam kaha aaj chala hai balam mere dil ka sahara tere dil ka ye ishara tere sath hu mai bhi sanam tere sath hu mai bhi sanam ho piya aa in ghatao me mast hawao me dole mera jiya mera dil ye dilwana najar ka nishana kaha aaj chala hai sanam kaha aaj chala hai sanam in nigaho me in adao me hamne dil kho diya aaj raho me khoke kuch pa liya mera dil ye diwana najar ka nishana kaha aaj chala hai balam kaha aaj chala hai balam