SONG: Mera Dil Todne Wale Mere Dil Ki Dua Lena - मेरा दिल तोड़ने वाले मेरे दिल की दुआ लेना

Mera Dil Todne Wale Mere Dil Ki Dua Lena - मेरा दिल तोड़ने वाले मेरे दिल की दुआ लेना

LYRICS:
mera dil todne wale mere dil ki dua lena mita kar meri duniya ko nayi duniya basa lena mohabbat ki kasam tumko lagi dil ki bujha lena hamari yaad jab aaye to do aansu baha lena nahi aata wafao se hame daman bacha lena nahi aata wafao se hame daman bacha lena hame daman bacha lena tumhi par jaan de denge kisi din aazma lena mera dil todne wale mere dil ki dua lena mohabbat na hai gham ka khushi se gham utha lena mohabbat na hai gham ka khushi se gham utha lena khushi se gham utha lena agar dil ko na chain aaye to kuch ro-ro ke ga lena mita kar meri duniya ko nayi duniya basa lena hamari yaad jab aaye to do aanshu baha lena