SONG: Mera Dil Kisne Liya - मेरा दिल किसने लिया

Mera Dil Kisne Liya - मेरा दिल किसने लिया

LYRICS:
mera dil kisne liya haye mera dil kisne liya naam batau kiska mai hu ya aap hai ghar me koi aaya na gaya kho gaya dil to mera bhi kho gaya dil to mera bhi mai kise chor kahu mai hu ya aap hai ghar me koi aaya na gaya humko mehman bana kar ke dil ko lut liya pharaz mehma nawaji ka ada khub kiya kya kare tumse gila humse bachaya na gaya kho gaya dil to mera bhi mai kise chor kahu mai hu ya aap hai ghar me koi aaya na gaya aap aaye hamare ghar ye meharbani hai dil to kya aapke kadmo me zindagani hai raze dil khul hi gaya humse chhupaya na gaya o mera dil kisne liya naam batau kiska mai hu ya aap hai ghar me koi aaya na gaya humne mana ke aap humse pyar karte hai aap dil chor pe kyu eatbar karte hai phir na kahna ke hume pehle bataya na gaya kho gaya dil to mera bhi mai kise chor kahu mai hu ya aap hai ghar me koi aaya na gaya o mera dil kisne liya naam batau kiska mai hu ya aap hai ghar me koi aaya na gaya