SONG: Mera Dil Aashiqana Hai - मेरा दिल आशिकाना हैं

Mera Dil Aashiqana Hai - मेरा दिल आशिकाना हैं

LYRICS:
bahut hasin hai duniya meri nigaho me jo bas chale to luta du mai dil ko raho me kyu bhai kis liye is liye mera dil aashiqana hai mera dil aashiqana hai haye mera dil aashiqana hai kabhi is par nisar kabhi us par nisar ye to zalim diwana hai mera dil aashiqana hai haye mera dil aashiqana hai ye to jhuta fasana hai haye ye to jhuta fasana hai kabhi itna garur nahi karna hajur bada najuk zamana hai ye to jhuta fasana hai haye mera dil aashiqana hai ye chahta hu mulakat ho hsino se isiliye to ulahhta hu mahjabino se mai tu husn ka parwana hu hosh me rah ke bhi diwana hu sirf itni hai hakikat meri ek rangin sa afsana hu jo bhi nazre milaye kabhi bachkar na jaye mera aisa nishana hai mera dil aashiqana hai haye ye to jhuta fasana hai jale jo sama to parwane uspe girte hai tumhare jaise jaha me hajar phirte hai pyar kya chij hai tum kya jano pahle khud ko to zara pahchano tumse ek bat kahe dete hai chahe mano ya ise na mano ek se dil lagao use apna banao bura sabko satana hai ye to jhuta fasana hai haye mera dil aashiqana hai sikha de koi pyar to mujhe karam hoga jo pyar sikh gaye tum bada sitam hoga zindagi meri sambhal jayegi pyar ki aag me jal jayegi aur agar ye bhi gawara ho mujhe phir to duniya hi badal jayegi koi dil to lagaye pyar karke dikhaye ab to ye aajmana hai mera dil aashiqana hai haye mera dil aashiqana hai kabhi itna garur nahi karna hajur bada najuk zamana hai ye to jhuta fasana hai haye mera dil aashiqana hai ye to jhuta fasana hai haye mera dil aashiqana hai