SONG: Mera Chhota Sa Dekho Ye Sansaar Hai - हम्म हम्म हम्म हम्म ला ला लालाला

Mera Chhota Sa Dekho Ye Sansaar Hai - हम्म हम्म हम्म हम्म ला ला लालाला

LYRICS:
hmm hmm hmm hmm laa laa laa laalaalaa mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera jeewan hai ye mera singaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai meri chhoti si bagiya ke o baagbaan meri chhoti si bagiya ke o baagbaan tere dam se hai saari bahaaren yahaan tere dam se hai saari bahaaren yahaan saare baagon se achcha ye gulzaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera jeewan hai ek muskuraahat teri mera jeewan hai ek muskuraahat teri meri duniya hai kadmon ki aahat teri meri duniya hai kadmon ki aahat teri tere kadmon mein hi mera ghar-baar hai mera chotaa saa dekho ye sansaar hai mera chotaa saa dekho ye sansaar hai chhod ke main tujhe koi jannat na loon chhod ke main tujhe koi jannat na loon tere badle mein duniya ki daulat na loon tere badle mein duniya ki daulat na loon meri pooja piya tera deedar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera jeewan hai ye, mera singaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai mera chhotaa sa dekho ye sansaar hai hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm