SONG: Mera Bhola Bhala Raja - मेरा भोला मेरा भोला भाला राजा मोहब्बत क्या जाने

Mera Bhola Bhala Raja - मेरा भोला मेरा भोला भाला राजा मोहब्बत क्या जाने

LYRICS:
mera bhola mera bhola bhala raja mohabbat kya jane ha mohabbat kya jane mera bhola mera bhola bhala raja mohabbat kya jane ha mohabbat kya jane wo to mujhse thar thar kaanpe sharart kya jane ha sharart kya jane kahne ko ghar ka raja kahne ko ghar ka raja par kitna sidha sadha hai kare jhukh jhukh kare prnaam kare jhukh jhukh kare prnaam mohabbat kya jane mohabbat kya jane mera bhola bhala raja mohabbat kya jane ha mohabbat kya jane main chhedu main chhedu use wo tham jaye tham jaye main badhu wo pichhe hat jaye main badhu wo pichhe hat jaye dil dhakdhak dil dhakdhak dil dhakdhak dil dhakdhak dil dhakdhak dhakdhak dhakdhak dhakdhak kare dil dhak dhak kare ki halat kya jane mohabbat kya jane han mera bhola bhala raja mohabbat kya jane mohabbat kya jane