SONG: Mera Ban Jaye Koi Ye Taqdeer Nahi Mai Vo Shisa Hu Ki Jisme Koi Tasveer Nahi - मेरा बन जाये कोई ये मेरी तक़दीर नहीं मैं वो शीशा हूँ की जिसमे कोई तस्वीर नहीं

Mera Ban Jaye Koi Ye Taqdeer Nahi Mai Vo Shisa Hu Ki Jisme Koi Tasveer Nahi - मेरा बन जाये कोई ये मेरी तक़दीर नहीं मैं वो शीशा हूँ की जिसमे कोई तस्वीर नहीं

LYRICS:
mera ban jaye koi ye meri takdir nahi mera ban jaye koi ye meri takdir nahi mai wo shisha hu ke jisme koi taswir nahi mera ban jaye koi ye meri takdir nahi najre awara dil awara kadam awara najre awara dil awara kadam awara jane kab tak mai firunga yuhi mara mara jo mujhe rok le aisi koi janjir nahi mai wo shisha hu ke jisme koi taswir nahi mera ban jaye koi ye meri takdir nahi kitne afsane nigaho se kahe hai maine kitne afsane kitne afsane nigaho se kahe hai maine kitne gam aise hai jo haske sahe hai maine kitne khwab aise hai jinki koi tabir nahi mai wo shisha hu ke jisme koi taswir nahi mera ban jaye koi ye meri takdir nahi ek se ek hasi meri najar se gujra ek se ek ek se ek hasi meri najar se gujra bijliya tut padi dil pe jidhar se gujra kya karu mai ke meri aah me tasir nahi mai wo shisha hu ke jisme koi taswir nahi mera ban jaye koi ye takdir nahi mai wo shisha hu ke jisme koi taswir nahi mera ban jaye koi ye takdir nahi