SONG: Mera Akele Jiya Kaise Laage Re Piya - मेरा अकेले जिया कैसे लागे रे पिया

Mera Akele Jiya Kaise Laage Re Piya - मेरा अकेले जिया कैसे लागे रे पिया

LYRICS:
mera akela jiya kaise lage re piya mere dil ki umange hui hai jawa mera akela jiya kaise lage re piya mere dil ki umange hui hai jawa ek jamana hua jisko bhule hue aaj yad aa gayi fir wahi dasta aaj yad aa gayi fir wahi dasta mera akela jiya kaise lage re piya mere dil ki umange hui hai jawa mere dil ki umange hui hai jawa mere tumse piya ye najar jo mili chain dil ka gaya badh gayi beakli mere tumse piya ye najar jo mili chain dil ka gaya badh gayi beakli tumhe kaise batau mujhe kya ho gaya kho gayi hu piya mai na jane kaha kho gayi hu piya mai na jane kaha mera akela jiya kaise lage re piya mere dil ki umange hui hai jawa mere dil ki umange hui hai jawa ja re chanda teri chandani kya karu in sitaro ki mai roshni kya karu ja re chanda teri chandani kya karu in sitaro ki mai roshni kya karu meri dunia me chamka hai chand naya jisne roshan kiya mere dil ka jaha jisne roshan kiya mere dil ka jaha mera akela jiya kaise lage re piya mere dil ki umange hui hai jawa mere dil ki umange hui hai jawa