SONG: Mehrbano Qadar Dano Karlo Mulakat (Hai Ye Mujre Ki Raat Aakhri) - मेरा मसीहा मेरा गम गुसार मिल गया

Mehrbano Qadar Dano Karlo Mulakat (Hai Ye Mujre Ki Raat Aakhri) - मेरा मसीहा मेरा गम गुसार मिल गया

LYRICS:
mera masiha mera gum gusar mil gaya is dil ka dard-e-dil ka kharidar mil gaya meherbano kadardano meherbano kadardano karlo mulakat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri meherbano kadardano karlo mulakat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri o husn parde se bahar nahi ayega nahi ayega husn parde se bahar nahi ayega ab ye julfo ka badal nahi chayega nahi chayega na giregi n giregi phir ye bijli ho gayi barsaat aakhiri ye mujre ki raat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri meherbano kadardano aj bandhe hai ghunghru kasam ke liye kasam ke liye aj bandhe hai ghunghru kasam ke liye kasam ke liye sirf nachungi aj mai balam ke liye balam ke liye ga rahi hu ga rahi hu ja rahi hu tham ke mai hath akhiri hai ye mujre ki raat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri meherbano kadardano o ik twayaf yaha rahti thi mar gayi o ik twayaf yaha rahti thi mar gayi sab gunaho ki kimat ada kar gayi marte marte marte marte uske lab pe ayi thi ye bat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri meherbano kadardano karlo mulakat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri hai ye mujre ki raat akhiri