SONG: Mehram (Cover Version) - महरम

Mehram (Cover Version) - महरम

LYRICS:
mehram tu hi hai mera le sun le meri dastaan ranjishe dhuaan dhuaan si ye aa reh le tu bhi yaha noor na rukte saah bhi na mukkde ke agg bann gaya hai lahu mera teri raza hai dard maza hai le hunn bann gaya badshah tera aaja leke jaau tujhe sanse ghutti jaha khwahishe jo tooti si thi bikhra unka jaha dafan ho dono yaha phir bhi ho tanha kare jo bhi sajda tera kehna tu hi meri hai mehram jaana tha yaado ka ek aashiyana tera khwabo mein mujhko satana jaana tha yaado ka ek aashiyana tera khwabo mein mujhko satana wo jo tera pyar tha main hi tera yaar tha aisi bhi hai kya wajah ab tak hu khafa wo jo tera pyar tha main hi tera yaar tha aisi bhi hai kya wajah main hu khafa aaja leke jaau tujhe saanse ghutti jaha khwahishe jo tuti si thi bikhra unka jaha dafan ho dono yaha phir bhi ho tanha kare jo bhi sajda tera kehna tu hi meri hai mehram agar hai laya todne baai reet chali aa rahi hai lamhein saare kaid main kar lu aisi ghadi aa rahi hai hona hai jo dekhi jaaye ab karam hi farmaye hona hai jo dekhi jaaye ab karam hi farmaye