Mehfooz (Female) - महफूज (Female)
LYRICS:
aye subah tu ja falak se laut ja zara
raat tham ke kar rahi hai humse mashwara

baadalon se keh do jaake main fanaa hua
bin bataye bin rijhaye bas tera hua
mehfooz hai meri baahon mein ab se tu sada
main chal padoon teri raahon mein ab se yoon sada

aye shikayat ab zaroorat na rahi teri
aye naseehat phir milenge hai dua meri
ab fasana ab thikana tu mera hua
zindagi ka har bahana tu mera hua