SONG: Mehfil Mein Aap Aaye Jaise Ke Chand Aaya - महफ़िल में आप आये जैसे के चाँद आया

Mehfil Mein Aap Aaye Jaise Ke Chand Aaya - महफ़िल में आप आये जैसे के चाँद आया

LYRICS:
mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya ye rukh pe kali zulfe ye rukh pe kali julfe ye badlo ka saya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya aapke aane se aapke aane se is dil ne dhadkna sikha lijiye hosh ke alam me bahakna sikha dard aaho ka maja kya hai ye jana hamne halki halki si aag me tapna sikha kuch ham bhi or chamke chamke kuch ham bhi or chamke kuch dil bhi jagmagaya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya haye re rang badalna teri ranayi ka ab to muskil hai sambalna tere saudaai ka bekarai ke liye yuhi khatawaan bahut gum na tha pahle hi alam teri angadayi ka us par tera jhijhakana jhijhkana us par tera jhijhakana kuch or rang laya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya tum na dekho unko tamnna hame tadpati hai dekhte ho to kayamat gujar jati hai muskurahat hai ke lahrati hai bijli jaise dekhiya aaj to kiski kaza aati hai ghabrayi jab mai mahfil mahfil ghabrayi jab mai mahfil parwana jagmagaya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya ye rukh pe kali julfe ye rukh pe kali julfe ye badlo ka saya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya