SONG: Mehfil Hai Aaj Rang Me - महफ़िल हैं आज रंग में

Mehfil Hai Aaj Rang Me - महफ़िल हैं आज रंग में

LYRICS:
mehfil hain aaj rang hain saki hain jaam hain jab tak ye raat baki hain sona haram hain ye mahki mahki raate ye chand sitare ye mahki mahki raate ye chand sitare jate ho kahan thahro jate ho kahan thahro kahte hain nazare ye mahki mahki raate ye chand sitare ye mahki mahki raate ye chand sitare jate ho kahan thahro jate ho kahan thahro kahte hain nazare ye mahki mahki raate ye chand sitare soya hain chanda soye hain taare so ja re so ja raaj dulare soya hain chanda soye hain taare so ja re so ja raaj dulare soya hain chanda palko pe utri hain nindiya ki rani naina ko chume sunaye kahani naina ko chume sunaye kahani baaho ka jhula mamta jhulaye so ja re so ja aankho ke taare soya hain chanda jeene ka raaz kya hain tu najar mila ke dekh jannat hain tere samne palke utha ke dekh ye mahki mahki raate ye chand sitare ye mahki mahki raate ye chand sitare jate ho kahan thahro jate ho kahan thahro kahte hain nazare ye mahki mahki raate ye chand sitare jug jug jiye tu khushiya manaye meri umariya bhi tohe lag jaye meri umariya bhi tohe lag jaye tu man ka moti hain jivan ki jyoti so ja re so ja aankho ke taare soya hain chanda soye hain taare so ja re so ja raaj dulare soya hain chanda