SONG: Mehbooba Dilwalon Ki Sahjadi Mere Khawabo Ki - महबूबा दिलवालों की शहजादी मेरे ख्वाबों की

Mehbooba Dilwalon Ki Sahjadi Mere Khawabo Ki - महबूबा दिलवालों की शहजादी मेरे ख्वाबों की

LYRICS:
mehbuba dilwalo ki sahjadi mere khwabo ki aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara mehbuba dilwalo ki sahjadi mere khwabo ki aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara chum rahe hai gedu tere phul se galo ko tu hi batade kaise roku apne khyalo ko hale dil jara sunti ja pal do pal milti ja aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara mehbuba dilwalo ki sahjadi mere khwabo ki aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara mai tere piche chalta rahunga pyar ki raho me tujhko ek din aana padega meri baho me janeman diwani na ban itni tu begani na ban aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara mehbuba dilwalo ki sahjadi mere khwabo ki aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara najre badle ke jab tu mera dil todne lagti hai mere lahu me pyar ki garmi daudne lagti hai dunia ki mujhe kya parwah kuch bhi ho ab soch liya aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara mehbuba dilwalo ki sahjadi mere khwabo ki aashik hu mar jaunga jalim ruk ja jara