SONG: Mehanga Ho Ya Sasta Ho Par Sauda Kar Lo Pyar Ka - महँगा हो या सस्ता हो पर सौदा कर लो प्यार का

Mehanga Ho Ya Sasta Ho Par Sauda Kar Lo Pyar Ka - महँगा हो या सस्ता हो पर सौदा कर लो प्यार का

LYRICS:
mehanga ho ya sasta ho par sauda kar lo pyar ka o khali fera kabhi na karna ulfat ke bajar ka ulfat ke bajar ka khali fera kabhi na karna ulfat ke bajar ka ulfat ke bajar ka aaj talak naa aankh uthakar kisi ne hamko dekha nahi hai apne hath me jaise koi pyar ki rekha o raay tumhari galat hai bandhu raay tumhari galat hai bandhu hame to dar hai maar ka hame to dar hai maar ka khaali fera kabhi na karna ulfat ke bajar ka ulfat ke bajar ka are bhai hamari bhi to suno roj hasino ki galiyo me hamne chakkar mare kisi ne hamse ye na puchha kaun ho tum bechare o chalte chalte jute ghees gaye chalte chalte jute ghees gaye rog laga bekar ka rog laga bekar ka khali fera kabhi na karna ulfat ke bajar ka ulfat ke bajar ka pet tumhara jaise matka tum ho mote bhainse fir najuk dilwalo ki aankho me rahoge kaise ye bedhanga jism ghata ke karo irada pyar ka karo irada pyar ka mehanga ho ya sasta ho par sauda kar lo pyar ka o khali fera kabhi na karna ulfat ke bajar ka ulfat ke bajar ka