SONG: Megha Barasne Laga Hai Aaj Ki Raat - मेघा बरसने लगा हैं आज की रात

Megha Barasne Laga Hai Aaj Ki Raat - मेघा बरसने लगा हैं आज की रात

LYRICS:
megha barasne laga hai aaj ki rat aaj ki rat megha barsane do megha barasne laga hai aaj ki rat patte patte par bunde barsengi dali dali par jhumega sawan dali dali par jhumega sawan pyase hotho ko chumegi barish aaj aankho me phulega sawan aaj aankho me phulega sawan dhua dhua sa ho raha hai jaha aaj dono jaha sulagne do megha barasne laga hai aaj ki rat aaj ki rat megha barasne do megha barasne laga hai aaj ki rat megha barasne do aaj chahe kahi bhi ye pani chahe kitna bhi mujhse dur hoga mere ghar pe barasti badli se koi rishta kahi jarur hoga moti moti bikhar raha hai gagan pani pani hai sab pighalne do megha barasne laga hai