SONG: Meethi Meethi Baaton Se, Bholi Bhaali Ghaaton Se - मीठी मीठी बातों से भोली भाली घाटो से

Meethi Meethi Baaton Se, Bholi Bhaali Ghaaton Se - मीठी मीठी बातों से भोली भाली घाटो से

LYRICS:
mithi mithi bato se bholi bhali ghato se dil mera akele me lut liya haye ram mithi mithi bato se bholi bhali ghato se dil mera akele me lut liya haye ram dur se unhone kiye aise kuch ishare aise kuch ishare mai to gad gayi jamin me sharam ke mare dil me koi kil chubhi mai nikalne me lagi kaise jhamele me dub gayi haye ram mithi mithi bato se bholi bhali ghato se dil mera akele me lut liya haye ram jiya kahe har hui nain kahe jiti ho nain kahe jiti tumse kaise kahu mujhpe jo biti haar jeet janu na preet reet janu na kaise jhamele ne lut liya haye ram mithi mithi bato se bholi bhali ghato se dil mera akele me lut liya haye ram kahne lage aa mai teri rah ka sahara banu rah ka sahara bahti nadiya ka bandh mai kinara banu kuch na bol payi mai muh na khol pai mai kaise jhamele ne lut liya haye ram mithi mithi bato se bholi bhali ghato se dil mera akele me lut liya haye ram