SONG: Meer-e-kaarwan - मीर-ऐ-कारवां

Meer-e-kaarwan - मीर-ऐ-कारवां

LYRICS:
o bandeya o bandeya o.bandeya o bandeya teri manzilein hui gumshuda phir bhi raasta hai tera mehermaan o meer-e-kaarwan,teri raahon pe rawaan ki mere naseebon mein ho koi to duaa o meer-e-kaarwan le chal mujhe wahaan ye raat bane jahaan subah meer-e-kaarwan o meer-e-kaarwan o bas kar dil ab bas kar bhi. ho.bas kar dil bas kar bhi uss raah jaana hi nahi pal do pal ka saath safar phir hogi judaa rehguzar nadiya thaam ke jo behte rahe milte hain woh kinare kahaan o meer-e-kaarwan,teri raahon pe rawaan ki mere naseebon mein ho koi to duaa o meer-e-kaarwan le chal mujhe wahaan ye raat bane jahaan subah meer-e-kaarwan o meer-e-kaarwan o bahaar kyun tere darr na aati hai kya bharam jo nazar dikhati ab aur kitni ye raat baaki hai raat baaki,ye raat baaki nighal na jaayein mujhe ye saaye gale mein ghut'ti hain sard aahein bata o bande kyun maat khaye kyu maat khaye.haan.laage na dil ab,laage nahi haan.laage na dil ab,laage nahi mere pairon tale nikli jo zameen iss basti mein tha mera ghar usey kis ki lagi phir nazar woh jo sapno ka tha kaafila aisa jhulsa ki ab hai duaan o meer-e-kaarwan le chal mujhe wahaan ye raat bane jahaan subah meer-e-kaarwan o meer-e-kaarwan chal akela raahi chal chal akela raahi haafiz tera ilaahi haafiz tera ilaahi chal akela raahi chal chal akela raahi haafiz tera ilaahi haafiz tera ilaahi chal akela raahi chal chal akela raahi haafiz tera ilaahi haafiz tera ilaahi chal akela raahi chal chal akela raahi haafiz tera ilaahi haafiz tera ilaahi