SONG: Maze Ke Yeh Din Hai - मज़े के ये दिन है

Maze Ke Yeh Din Hai - मज़े के ये दिन है

LYRICS:
maze ke ye din hai, maze ki hai raate maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate vo mere hai main unki, hai mithi mithi baate maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate nadi kinaare piya pukaare nadi kinaare piya pukaare meri baat nihaare ho meri baat nihaare ho sajan saanjh sakaare ho sajan saanjh sakaare sajan saanjh sakaare ho sajan saanjh sakaare maze ke ye din hai, maze ki hai raate maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate main jogan ban ban firun ratu piya ka naam rom rom rasiya rame kyu duniya se kaam chaand sitaare kare ishaare ho kare ishaare mast nazaare pyaare ho mast nazaare pyaare ho ab se balam humaare ho ab se balam humaare ab se balam humaare ho ab se balam humaare maze ke ye din hai, maze ki hai raate maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate vo mere hai main unki, hai mithi mithi baate maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate