SONG: Mazaa (Suneeta Rao) - मज़ा

Mazaa (Suneeta Rao) - मज़ा

LYRICS:
tara rm pm geet gaao bhul ke gam gungunaao zindagi bhar muskurao tara rm pm geet gaao bhul ke gam gungunaao zindagi bhar muskurao aa gaye naye gul khilane banke shma jhil milane chalo is waqt ka le lo maza aa gaye naye gul khilane banke shma jhil milane chalo is waqt ka le lo maza socho zindagi kya hai zindagi kya hai aaj hai kal nhi ye lamha hai pyar ka kyu dhundte ho tum pyar ko har kahi aa gaye dil milane soye arma ko jagane chalo is waqt ka le lo maza tara rm pm geet gaao bhul ke gam gungunaao zindagi bhar muskurao tara rm pm geet gaao bhul ke gam gungunaao zindagi bhar muskurao masti ka daur aaya wo daur hi kya jo hosh hi le na le aankhi me bekhudi hai ye bekhudi ho jo umr bhar na dhale aa gaye naye ye batane tumko nagma ye sunane chalo is waqt ka le lo maza