SONG: Mausam Yeh Pukare - मौसम ये पुकारे

Mausam Yeh Pukare - मौसम ये पुकारे

LYRICS:
mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa sar pe hai hamare chahat ka aanchal, kadmo ke niche aasma mausam ye pukare tan ko udaye hawa matwali dil ko chune hai ghata kali kali tan ko udaye hawa matwali dil ko chune hai ghata kali kali ritu bekarar bekarar hai shama mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa
sar pe hai hamare chahat ka aanchal, kadmo ke niche aasma mausam ye pukare din hai ki raat ye kaun bataaye jinda rahe teri palko ke saaye din hai ki raat ye kaun bataaye jinda rahe teri palko ke saaye sochenge phir kabhi hai jindagi kaha mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa sar pe hai hamare chahat ka aanchal, kadmo ke niche aasma mausam ye pukare lyrics type by : priya bhati