SONG: Mausam Ye Suhana Aha Aha - मौसम ये सुहाना

Mausam Ye Suhana Aha Aha - मौसम ये सुहाना

LYRICS:
mausam ye suhana mausam ye suhana are ye mast zamana are ye mast zamana mausam ye suhana mausam ye suhana are ye mast zamana are ye mast zamana purke bahaare makhmur fizaayen purke bahaare makhmur fizaayen kyu kar meri jawan umango pe na chhaye kyu kar meri jawan umango pe na chhaye bitrat suna rahi hai jawani ka tarana mausam ye suhana mausam ye suhana are ye mast zamana are ye mast zamana titli main jaaun vaari ye kaisi bekraari titli main jaaun vaari ye kaisi bekraari phulo ke labo ko kyu tu chumti hai pyaari phulo ke labo ko kyu tu chumti hai pyaari kaisi hai dhun ye teri ha phul pe mandlana har phul se ras pana mausam ye suhana mausam ye suhana are ye mast zamana are ye mast zamana hai mast teri nazare chehra tera kitaabi hai mast teri nazare chehra tera kitaabi duniya ko bana dogi tum ek din sharaabi duniya ko bana dogi tum ek din sharaabi aankhe hai teri ya fir chhalka hua paimana ya jhumta maykhana mausam ye suhana mausam ye suhana are ye mast zamana are ye mast zamana