SONG: Mausam Ko Ishaaron Se Bulaa Kyon Nahin Lete - मौसम को इशारों से बुला क्यों नहीं लेते

Mausam Ko Ishaaron Se Bulaa Kyon Nahin Lete - मौसम को इशारों से बुला क्यों नहीं लेते

LYRICS:
mausam ko isharo se bula kyu nahi lete mausam ko isharo se bula kyu nahi lete rutha hai agar wo to mana kyu nahi lete mausam ko isharo se bula kyu nahi lete diwana tumhara koyi gair nahi diwana tumhara koyi gair nahi machla bhi to sine se laga kyu nahi lete rutha hai agar wo to mana kyu nahi lete mausam ko isharo se bula kyu nahi lete khat likhkar kabhi aur kabhi khat ko jalakar khat likhkar kabhi aur kabhi khat ko jalakar tanhai ko rageen bana kyu nahi lete tum jaag rahe ho mujhko accha nahi lagta tum jaag rahe ho mujhko accha nahi lagta chupke se meri nind chura kyu nahi lete rutha hai agar wo to mana kyu nahi lete mausam ko isharo se bula kyu nahi lete