SONG: Mausam Hain Ye Peene Kaa - मौसम है ये पीने का

Mausam Hain Ye Peene Kaa - मौसम है ये पीने का

LYRICS:
pyase khade hain kab se darpey tere hain saathi gairon ne raat bhar pee gairon ne raat bhar pee hum rahe gaye hai baaki bas itana takaja hain bas itana takaja hain saawan ke mahine ka bas itana takaja hain saawan ke mahine ka mausam hai yeh peenay ka mausam hai yeh jeenay ka mausam hai yeh jeenay ka bas itana takaja hain saawan ke mahine ka zhulfo ki ghata teri palko ki adaa teri zhulfo ki ghata teri palko ki adaa teri in bahekte hotho ki khamosh shara teri khud rang sharabi hain khud rang sharabi hain aankhon ke nagine kaa khud rang sharabi hain aankhon ke nagine kaa bas itana takaja hain saawan ke mahine ka waise bhi ye kyaa kam hain barsaat ka mausam hain waise bhi ye kyaa kam hain barsaat ka mausam hain bheega hua zoban hain ik pyaar ka parcham hain barsaat ke mausam mein barsaat ke mausam mein kyaa kaam sa peene kaa barsaat ke mausam mein kyaa kaam sa peene kaa bas itana takaja hain saawan ke mahine ka ye husn gulaabi hain ye ishw ki taabin hain ye husn gulaabi hain ye ishw ki taabin hain har suhe nasha faila botal bhi sharabi hain hain sabse juda apana hain sabse juda apana andaaz hain jeene ka hain sabse juda apana andaaz hain jeene ka mausam hai yeh peenay ka mausam hai yeh jeenay ka mausam hai yeh jeenay ka bas itana takaja hain saawan ke mahine ka mausam hai yeh jeenay ka mausam hai yeh peenay ka