Mausam Achanak Ye Badla Hai Kyu - मौसम अचानक ये बदला है क्यूँ
LYRICS:
people please listen to me
this gentleman over here is going to recide
some meanigful poetry for us
wat karan malhotra fron sudeny
age 23, current status single and finally fluttering
no i cant do this, u can
mausam achanak ye badla hai kyu
put on its really easy, no way come on
on i cant this is all faib
mausam achanak ye badla hai kyu
mausam achanak ye badla hai kyu
rut ki ye aadat hai aur kya kahu
ye hawa kahati hai kya kahti hai tu gaye ja
le chala kaha rasta, aa chale dekhe jara
in phulo me aisi khusbu hai kyu
ye dil ke achhe hai aur kya kahu
mausam achanak ye badla hai kyu
rut ki ye aadat hai aur kya kahu
do char din se lagta hai aise ye
jo jami hai kitni hasin hai
swarg agar hai to bas yahi hai
ye lagta hai kyu
jab jindagi mein har pal khushi ho
masti mein duba har pal koyi ho
to sab nazare lagte hai pyare ye baat hai yu
kaliyo me aati ye narmi hai kyu
sharmili hoti hai aur kya kahu
mausam achanak ye badla hai kyu
rut ki ye aadat hai aur kya kahu
pedo pe chidiya kya ga rahi hai
kya bol hai jo dohara rahi hai
koi baat hamko samjha rahi hai
yu lagata hai kyu
gaati hai chidiyan bas itna jaane
jine ke maane unchhi udane
wo chahati hai hum bhi ye mane ye baat hai yu
ye roshani reshmi si hai kyu
sham hone wali hai aur kya kahu
mausam achanak ye badla hai kyu
rut ki ye aadat hai aur kya kahu
ye hawa kahati hai kya kahati hai tu gaaye ja
le chala kaha raasta aa chale dekhe jara