SONG: Maula Re, Maula Re - मौला रे, मौला रे

Maula Re, Maula Re - मौला रे, मौला रे

LYRICS:
maula re maula re sunayi deti hai dhadkano mein teri rasili sada waah re teri shan ya maula tu ham sab ki jaan ya maula tu ham sab ki jaan ya maula sunayi deti hai dhadkano mein teri rasili sada ham tere mastan ya maula tujhse hai imaan ya maula teri muhabbat ki justju mein karke yakin teri aarju mein karke yakin teri aarju mein juda jamane se ho gaye hai tere khayalo mein kho gaye hai tere khayalo mein kho gaye hai hame khud apni khabar nahi hai na tere ghar ka pata ham tere mastan ya maula waah re teri shan ya maula maula re maula re hai tere ghum ka junun hamko nahi kisi par sukun hamko nahi kisi par sukun hamko tadap ke rate gujarate hai tujhi ko har dum pukarate hai tujhi ko har dum pukarate hai ?? hai phir bhi tujhe dhundhati hai hamari najar dil mein hai tufan ya maula waah re teri shan ya maula maula re maula maula maula maula teri unchi shan maula maula re maula re