SONG: Maujo Me Dub Gaya Sahil Hamara - मौजो मे डूब गया साहिल हमारा

Maujo Me Dub Gaya Sahil Hamara - मौजो मे डूब गया साहिल हमारा

LYRICS:
maujo me dub gaya sahil hamara kisko pukare kisse mange sahara maujo me dub gaya sahil hamara kisko pukare kisse mange sahara maujo me dub gaya kismat ke maro ki kya zindagi thi ummid thi thodi si roshni thi kismat ke maro ki kya zindagi thi ummid thi thodi si roshni thi shayad se tut gaya wo bhi sitara kisko pukare kisse mange sahara maujo me dub gaya tujhko mubarak ho aye zamane yu khatam hote hai dil ke fasane tujhko mubarak ho aye zamane yu khatam hote hai dil ke fasane dunia ki jeet hui aur pyar hara kisko pukare kisse mange sahara maujo me dub gaya sahil hamara kisko pukare kisse mange sahara maujo me dub gaya