SONG: Mauj Karne Ke Liye Hai Duniya - मौज करने के लिए हैं दुनिया

Mauj Karne Ke Liye Hai Duniya - मौज करने के लिए हैं दुनिया

LYRICS:
mauj karne ke liye hai duniya mauj karne ke liye hai duniya lala ji ho, bhaiya ji ho, babu ji ho mauj karne ke liye hai duniya mauj karne ke liye hai duniya ye kaccha ? ki basti hai jagah jagah par matti hai duniya walo khud hi kharido dekho kitni sasti hai duniya walo khud hi kharido dekho kitni sasti hai ab to maje uadlo yaaro kaam kaaj ko goli maaro tar ab to maje uadlo yaaro kaam kaaj ko goli maaro hanso khelo kudo karo rang raliya mauj karne ke liye hai duniya mauj karne ke liye hai duniya chatterji ho, benerji, mukharji ho mauj karne ke liye hai duniya mauj karne ke liye hai duniya jo karna ho kar lo pyare man ki chinta har lo pyare aaj mohabbat ke sharbat se dil ka lota bhar lo pyare aaj mohabbat ke sharbat se dil ka lota bhar lo pyare phir badlegi ye duniya ye duniya ye duniya ye pyar ki nishaniya shiri farhad laila majnu ki kahaniya mauj karne ke liye hai duniya mauj karne ke liye hai duniya jhnan jhnan jhan ghanta baaje chham chham chham manjira o damak damak dam damru baaje bho bho bhopu sadak chhodkar daudo re lok laaj ko chhodo re are humse nata jod ke bhaiya sabka bhanda fodo re humse nata jod ke bhaiya sabka bhanda fodo re khaye jaao gaaliya bajaye jaao taaliya bajaye jaao taaliya mauj karne ke liye hai duniya mauj karne ke liye hai duniya tak dhina dhin tak dhina dhin tum table par taal do aaj hansi ke saanche me sari duniya ko dhaal do are jo na hanse us murde ko tum kaan pakad ke nikal do tak dhina dhin tak dhina dhin dhin tak dhin tak table par taal do sabke jivan me masti ka mirch masala daal do tak dhina dhin tak dhina dhin is table par dhin dhin dhin is table par taal do aaj jagat ke manhuso ki topiya uchhal do