SONG: Matwale Naino Se Ras Bhine Baino Se - मतवाले नैनो से रस भीने बैनों से

Matwale Naino Se Ras Bhine Baino Se - मतवाले नैनो से रस भीने बैनों से

LYRICS:
matwale naino se ras bhine baino se wo dil ko jaea sa chhu gayi wo man mein aakar bas gayi matwale naino se man ke andhiyare kone mein usne bijali chamkayi hariday ka sagar dole utha aankho mein masti chhayi wo aake wo aake jara sa hans gayi matwale naino se wo dil ko jara sa chhu gayi eas bhine baino se matwale naino se ras bhine baino se wo man ke andar basne wali pas rahe ya door rahe main itne hi raji hu dil uske nashe mein chur rahe nashe mein chur rahe man prem hidole pe hi jhule nach jhule et gaye jivan ki jivan ki rangin bagiya mein aasha ke phul phul khilaye mastani adaao se sharmili nigaaho se wo prem ke bandhan kas gayi wo dil ko jara sa chhu gayi wo aake jara sa hans gayi matwale naino se