SONG: Matwala Savan Aaya Masti Ka Mausam Laya - मतवाला सावन आया मस्ती का मौसम लाया

Matwala Savan Aaya Masti Ka Mausam Laya - मतवाला सावन आया मस्ती का मौसम लाया

LYRICS:
matwala sawan aaya masti ka mausam laya jhum jhum ke dil mera gane laga papiha pi pi bole kano me ras ghole sanso me pyar gungunane laga gungunane laga oho ho matwala sawan aaya chede hai kisne murli ki dhun faili jo thirkan sanso me rang anokhe bhar diye kisne bholi bhali adao me koyal bela mastana hoga tera diwana dur dur se jisko ye bulane laga oho ho matwala sawan aaya chalke gagariya barse badariya fir bhi najariya pyasi kyu tu pyasi hai pi ke milan ki samjhe na bat jara si kyu ye thandi thandi aahe khoi khoi nigahe kahti hai koi tadpane laga oho ho matwala sawan aaya chalana sambhal ke lut na jaye prem nagar ki raho me aaj kisi par mar mitne ki chah jagi hai nigaho me ye lachki lachki dale ye bahki bahki chale tan man mera dagmagane laga tan man mera dagmagane laga papiha pi pi bole kano me ras ghole sanso me pyar gungunane laga oho ho matwala sawan aaya matwala sawan aaya