SONG: Matlabi Yaar Kiske, Khaya Piya Aur Khiske - मतलबी यार किसके, खाया पिया और खिसके

Matlabi Yaar Kiske, Khaya Piya Aur Khiske - मतलबी यार किसके, खाया पिया और खिसके

LYRICS:
he matlabi matlabi matlabi matlabi matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske ye manchale manchale bhanware ye kali kali ko chume aur jab tak rang-o-bu hai, ye picche picche ghume aur jab tak rang-o-bu hai, ye picche picche ghume nikle uska diwala yuuu nikle uska diwala, ye lag jaye picche jiske he matlabi matlabi matlabi matlabi matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske ye natkhat natkhat naiyna ye chhup chhup paas bulaye ho maal masala jo kuchh, ye lut put le jaaye ho maal masala jo kuchh, ye lut put le jaaye are aashik rah jaate hai, haaye aashik rah jaate hai, ulfat me ghis pis ke he matlabi matlabi matlabi matlabi matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske Ho dilwala dilwala aashik, ya chulbul chulbul ladki sab gol ho jaate hai, jab chha jaati hai kadki sab gol ho jaate hai, jab chha jaati hai kadki ho jeb garm mister ki, haa ho jeb garm mister ki, to nakhre bhi hai miss ke he matlabi matlabi matlabi matlabi matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske khaya piya, khaya piya, khiskeeee