SONG: Matlab Ke Andhe Hai - मतलब के अंधे है

Matlab Ke Andhe Hai - मतलब के अंधे है

LYRICS:
matlab ke andhe hai lalach ke maare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain ye wo hatyare hain ye wo hatyare hain inke haatho girwi sab khawab hamare jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain farishto se nazar aaye dharm avtaar lagte hain hame lekin dareendo se bhi khunkhar lagte hain sarafat ka pahn jama sarafat ko lajate hain yahi wo log masoomo ko jo zinda jalate hain ye dil ke risto pe chalte huye aare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain ye wo hatyare hain ye wo hatyare hain mile ilzaam chhale daag inki mehrbaani se sukun ki mout achi hai tadap ki zindgaani se kaha khawabo ki jannat hai muhabbat ka samandar hai ise sasuraal kya kahiye ye ghar dojakh se badtar hai hamne to yaha lamhe ro ro ke gujare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain ye wo hatyare hain ye wo hatyare hain agar bhagwan bahra ho to shyad usko yaad kya keeje jaha pe dard ho haakim kya keeje khusi se kaatilo me kon likhwata hai naam apna bahut mazboor hone pr liya hai intkaam apna ham sabse jeete hain takdeer se haare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain matlab ke andhe hai lalach ke maare hain jajbaat ki hatya karte hain ye wo hatyare hain