SONG: Mati Mein Sab Mil Jaayega - माटी में सब मिल जायेगा

Mati Mein Sab Mil Jaayega - माटी में सब मिल जायेगा

LYRICS:
doolat ke nashe me ho chur garibo ki duniya se rahte ho dur aji ek din aisa aayega jab maati me sab mil jaayega maati hi oodhan maati bichawan maati ka tan ban jaayega maati me sab mil jaayega uuche aasman se bhi uchi teri aas hai par kebhi socha nahi ginti ki teri aas hai iska tu hisaab kr angutha ungliyo pe dhar kitne kharch lar raha bhalyi me kitni tu lga raha burayi me bhalyi ka fal rah jaayega baki maati me sab mil jaayega maati hi oodhan maati bichawan maati ka tan ban jaayega maati me sab mil jaayega uchi hwali ye uche mahal uchi hwali ye uche mahal palbhar me jaayenge pagle badel le tu kisi ki duao ka fal le tu kisi ki duao ka fal badi se tu tal auor neki pe chal jaisa boyega waisa paayega baki maati me sab mil jaayega doolat ke nashe me ho chur garibo ki duniya se rahte ho dur aji ek din aisa aayega jab maati me sab mil jaayega maati hi oodhan maati bichawan maati ka tan ban jaayega maati me sab mil jaayega doolat ke nashe me ho chur aa aa aa aa aa aa aa