SONG: Matalab Ki Ye Duniyaa Hai - मतलब की ये दुनिया हैं

Matalab Ki Ye Duniyaa Hai - मतलब की ये दुनिया हैं

LYRICS:
hum aah bhi bharte hai to ho jate hai badnam ha wo katl bhi karte hai to charcha nahi hota matlab ki ye duniya hai yaha kaun kisi ka hota hai matlab ki ye duniya hai yaha kaun kisi ka hota hai dhokha de dete hai wahi jin par ke bharosa hota hai khun-e-jigar se baag ko sicha phul khile to aag lagi khun-e-jigar se baag ko sicha phul khile to aag lagi jal hi gayi jab sari duniya rone se ab kya hota hai matlab ki ye duniya hai yaha kaun kisi ka hota hai baag me sair ko aaye the ek daag jigar me leke chale baag me sair ko aaye the ek daag jigar me leke chale ranginiyo me bhul gaye har phul me kaanta hota hai matlab ki ye duniya hai yaha kaun kisi ka hota hai behoshiyo me dil kho baithe jab hosh aaya to ye samjhe, aa aa aa behoshiyo me dil kho baithe jab hosh aaya to ye samjhe sab jisko mohabbat kahte hai sab jisko mohabbat kahte hai darasal wo dhokha hota hai matlab ki ye duniya hai yaha kaun kisi ka hota hai dhokha de dete hai eahi jin par ke bharosa hota hai