SONG: Mata Pita Se Bichhda Hu Mai - माता पिता से बिछड़ा हूँ मैं

Mata Pita Se Bichhda Hu Mai - माता पिता से बिछड़ा हूँ मैं

LYRICS:
mata pita se bichhada main hun bin dali ka phul jisko sab thukra kar chalte main wo rah ki dhul amin wo rah ki dhul kaha dhundu kaha jau, bolo bhagwaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan itani bhi bano na tum kathor dekho tanik meri ore itani bhi bano na tum kathor dekho tanik meri ore dekho tanik meri ore aise hi rote tum bhi jo hote mata pita se bichhadi santaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan dukh me jo aaoge na kaam tumko karunga badnaam dukh me jo aaoge na kaam tumko karunga badnaam tumko karunga badnaam cup naa rahuna, sabse kahunga jhuthe tum jhuthi hain, tumhari sari shan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan bahati hain jo ansuo ki dhaar kahti hain tumse pukaar bahati hain jo ansuo ki dhaar kahti hain tumse pukaar kahti hain tumse pukaar paalanhaare sable sahare bigadi banao ya to, le lo meri jaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan main hu chhota bada ye jahan mere bhagwaan main hu chhota bada ye jahan main hu chhota bada ye jahan bhagwaan bhagwaan