SONG: Mata Gau Hamari Prano Se Tu Hai Pyari - माता गऊ हमारी प्राणों से तू है प्यारी

Mata Gau Hamari Prano Se Tu Hai Pyari - माता गऊ हमारी प्राणों से तू है प्यारी

LYRICS:
mata gau hamaari praano se tu hai pyari koi nahi jagat me tujhasa paropakari gokul ke naranari gokul ke narnari tere bane pujari tere bane pujari braj kul ki tu hai shobha jiwan ka hai sahara balawan hai banati dekar sudha ki dhara dadhi ki dhara bahati jag me dadhi ki dhara bahati jag me lakho yaha waha dadhi ki mathani ghum ghum ghume shish jhukave sab gun gave shish jhukave sab gun gave murti mamata ki maa hai tu hi jai jag janani sankat harni sukhi hame bana tu sukhi hame bana tu tune mathura dudh se nahalayi tune mathura dudh se nahalayi chalo chalo mat der karo chalo chalo mat der karo