SONG: Mat Ro Suhagan Tere Liye Ab Aanshu Bahana Hai Mana - मत रो सुहागन तेरे लिए अब आँसू बहाना है माना

Mat Ro Suhagan Tere Liye Ab Aanshu Bahana Hai Mana - मत रो सुहागन तेरे लिए अब आँसू बहाना है माना

LYRICS:
mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana kismat ke pase palat gaye hai kismat ke pase palat gaye hai piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana shobha na deta dukh me bilakhna tujh jaisi phulwanti ko aisi hi pida mili thi ek din sita or damyanti ko jo bat ho gayi us bat ko ab jo bat ho gayi us bat ko ab hotho pe lana hai mana hotho pe lana hai mana mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana kismat ke pase palat gaye hai kismat ke pase palat gaye hai piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana phulo ka sapna dekh na pagli kato me ab tujhe rahna hai vidhi ne diya tujhe desh nikala ye dukh ab tujhe sahna hai tere liye ab sajan ke path par tere liye ab sajan ke path par aankhe bichana hai mana aankhe bichana hai mana mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana kismat ke pase palat gaye hai kismat ke pase palat gaye hai piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana