SONG: Mat Jaiyo Naukariya Chod Ke - मत जईयो नौकरिया छोड़ के

Mat Jaiyo Naukariya Chod Ke - मत जईयो नौकरिया छोड़ के

LYRICS:
mat jaiyo nokariya chhod ke tore paiyya padu balma mat jaiyo nokariya chhod ke tore paiyya padu balma tore paiyya padu mai vinti karu tore paiyya padu mai vinti karu mat jaiyo nokariya chhod ke tore paiyya padu balma mat jaiyo nokariya chhod ke dekh piya pardesh me aisi rup ki chaya nahi milegi dekh piya pardesh me aisi rup ki chaya nahi milegi paisa rupaiya mil jayega prem ki maya nahi milegi preet nahi to kuch bhi nahi hai sachi kahu balma mat jaiyo nokariya chhod ke tore paiyya padu balma mat jaiyo nokariya chhod ke preet karo or reet na jano tum to ho saiya ek anadi preet karo or reet na jano tum to ho saiya ek anadi bhul bhai ye mose pritam bhul ab na hamse hogi jaona tumse na bolungi sachi kahu balma mat jaiyo nokariya chhod ke tore paiyya padu balma mat jaiyo nokariya chhod ke deepak leke dhund lo jag me hamse mohaniya na paoge deepak leke dhund lo jag me hamse mohaniya na paoge jiske gore gal pe til ho aisi sajaniya na paoge hamse bichad ke pachtaoge sachi kahu balma mat jaiyo nokariya chhod ke tore paiyya padu balma mat jaiyo nokariya chhod ke