SONG: Mat Bhul Kabhi Nadaan - मत भूल कभी नादान

Mat Bhul Kabhi Nadaan - मत भूल कभी नादान

LYRICS:
mat bhul kabhi nadan mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai ab kya ye nadani hai kyu aankh me pani hai mat baith kabhi ae dil kismat ke bharose tu mat baith kabhi ae dil kismat ke bharose tu himmat se badhe jana himmat se badhe jana jo bigadi banai hai uth ponch jara aansu batla de tu duniya ko ujadi hui raho me manjil ki nishani hai ujadi hui raho me manjil ki nishani hai mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai khamosh nigaho me hai shor kayamat ka khamosh nigaho me hai shor kayamat ka simati hui baho me bijali ki jabani hai dil tod ke baithi to sab log kahenge yu dil tod ke baithi to sab log kahenge yu khayi thi kasam jhuthi ye uski kahani hai khayi thi kasam jhuthi ye uski kahani hai mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai