SONG: Masti Bhari Hai Raat Sanam - मस्ती भरी है रात सनम

Masti Bhari Hai Raat Sanam - मस्ती भरी है रात सनम

LYRICS:
masti bhri raat sanam aa dil ki kar le baat sanam fir aaye na aaye bahar masti bhri raat sanam dil ki kar le baat sanam fir aaye na aaye bahar bit na jaye rangin jawani bit na jaye rangin jawani kal ki kise khabar koun jaani chand jawa hai raat hasi hai aaj kisi ko hosh nahi hai chand jawa hai raat hasi hai aaj kisiko hosh nahi hai aise me kar le mulakat sanam masti bhri hai raat sanam masti bhri hai raat sanam dil ki kar le baat sanam aaye na aaye bahar aaja bulaye tujhe pyar bhara dil aaja bulaye tujhe pyar bhara dil sajne lage armano ki mahfil dhum macha ke nach dikha ke darde mohabbat dil me jaga ke dhum macha ke nach dikha ke darde mohabbat dil me jaga ke taaro ki aayi barat sanam masti bhri hai raat sanam masti bhri hai raat sanam dil ki kar le baat sanam aaye na aaye bahar masti bhri hai raat sanam dil ki baat sanam dil ki kar le baat sanam