SONG: Masti Bhari Bahar Ne Mastana Kar Diya - मस्ती भरी बहार ने मस्ती भरी बहार ने

Masti Bhari Bahar Ne Mastana Kar Diya - मस्ती भरी बहार ने मस्ती भरी बहार ने

LYRICS:
masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne mastana kar diya haay mastana kar diya sab rog karar lut ke sab rog kara lut ke diwana kar diya haay diwana kar diya masti bhari bahar ne mastana kar diya sab rog karar lut ke diwana kar diya haay diwana kar diya duniya jawan hai mai jawani ko kya kahu jawani ko kya kahu zalim ne mujhko hosh se zalim ne mujhko hosh se begana kar diya haay begana kar diya masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne mastana kar diya haay mastana kar diya bulbul bhi dil ko tham ke haay bulbul bhi dil ko tham ke haay phulo se kah uthi phulo se kah uthi khud shamma ban gaye mujhe khud shamma ban gaye mujhe parwana kar diya haay parwana kar diya masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne mastana kar diya haay mastana kar diya