SONG: Mastana Nigaho Ke Diwane Hazaaro Hai - मस्ताना निगाहों के दीवाने हजारों हैं

Mastana Nigaho Ke Diwane Hazaaro Hai - मस्ताना निगाहों के दीवाने हजारों हैं

LYRICS:
mastana nigaho ke diwane hazaro hai mastana nigaho ke diwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai is ishk ki duniya me hamne to yahi dekha hamne to yahi dekha is ishk ki duniya me hamne to yahi dekha hamne to yahi dekha hoshiyar bahut kam hai diwane hazaro hai hoshiyar bahut kam hai diwane hazaro hai mastana nigaho ke diwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai na aag kabhi dekhi na uthte dhua dekha na uthte dhua dekha na aag kabhi dekhi na uthte dhua dekha na uthte dhua dekha dil jalne ke ulfat me afsane hazaro hai dil jalne ke ulfat me afsane hazaro hai mastana nigaho ke diwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai sab marne ko kahte hai koi bhi nahi marta koi bhi nahi marta sab marne ko kahte hai koi bhi nahi marta koi bhi nahi marta kahne ko mohabbat ke diwane hazaro hai kahne ko mohabbat ke diwane hazaro hai mastana nigaho ke diwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai