SONG: Mastaanaa Piye Jaa Yun Hi - मस्ताना पिये जा यूँ ही मस्ताना पिये जा

Mastaanaa Piye Jaa Yun Hi - मस्ताना पिये जा यूँ ही मस्ताना पिये जा

LYRICS:
mastaana piye jaa yun hi mastaana piye ja paimaana to kya chiz hai mainkhaana piye ja kar garq-e-may-o-jaam gam-e-gardish-o-ayyaam ai dil-e-naakaam mayakhaana piye ja mayanoshi ke aadaab se aagaah nahi tu jis tarah kahe saaqi-e-mayakhaana piye ja is maqr ki basti me hai masti hi se hasti diwaana ban aur baatil-e-diwaana piye ja mayakhaane ke hagaame hai kuchh der ke mehamaan hai subah qarib akhtar diwaana piye ja mayakhaane ke hagaame hai kuchh der ke mehamaan hai subah qarib akhtar diwaana piye jaa