SONG: Mast Nazar Ki Katar - मस्त नज़र की कटार

Mast Nazar Ki Katar - मस्त नज़र की कटार

LYRICS:
lagi mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar mast nazar ki kataar chehra chamakila suraj ho jaise pyaar ka baahe laharaati naksha hai ik talvaar ka ham to lut gaye ham to lut gaye, khushi se ham to lut gaye khaamosh nazaaro me, khaamosh nazaaro me pyaasi ada jis pe fida, ham to hue sau baar mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar mast nazar ki kataar khushbu zulfo ki aati hai sard havaao se khoya chaahat me ab guzaru hu jis gaav se yaade gher le yaade gher le, hamko yaade gher le jangal ki fizaao me, jangal ki fizaao me vo jo nahi phika lage, rang bhara sansaar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar mast nazar ki kataar