SONG: Mashur Hai - मशहुर है

Mashur Hai - मशहुर है

LYRICS:
mashur hai riwayat rahte the pirwa hum gaawn mein arab ke mir jaao mirwa hum mir jaa aamir fika kasa bahim bhikha miran ko mufli si thi soke afim bhi tha ek roz bola mirza miran se haj ko jaye dirhum hai jo mere vo sar se mein milke laye dono le dil mein haj tha ajme wahilana hatho mein hath dekar paidal huye rawana dono the khushi akaak miran se murdni thi dekha to dabbiya bilkul khali afim ki thi bola na ho jo jiski kaise kadam uthaun vo gaawn samne hai thahro afim laun pehro ke baad bhi jab wapas na mir aaya mirza ne tang aakar apna kadam badhaya pahucha jo haj ko mirza dekha ajib manjar be ikhtiyaar aaye toba ke lbj par aswad ke gird dekha hal prem roshni ke sab hathiyo ke aage miran tabaf mein the khush hokar doda mirza lekin mila na miran har karwa mein dekha lekin mila na miran lauta jo gaawn mirza miran mila wahi par bola ye mir se wo kya raaz hai ayakar jab tum nahi the haj mein kya ruh haj ko aayi miran ne has ke usko ru dad yu sunayi main ho ki tum se rukhtak us gaawn mein jo pahucha chhaya tha kehar uspar viran ho raha tha ek aur gaawn jakar aaseki lekar boli louta usi makan par aur khud pakayi roti bachho ke baad budho ko phifr jawan ko di khud apne hath se yu pahuchayi sabko roti wapas chala to bola ek pir jane wale jaoge humko karke kya maut ke hawale ye sunke thoda douda phir paaw dagmagaye dil aur apneyu mujhko sabak padhaye dil ne kaha ki hak ka kabahi ghar nahi hai dekhu koi bata de allah kidhar hai sunke main dil ki roya kuch der ladkhdaya sar tab baigam ko phir apna kadam badhaya takdir ki kuch aesi har shabd sath aaya jo ujre gaawn aaya khurak sath laya milkar sabhi ne chasme se nehr khod dala yu dono bastiyo par pani ki good dali is kaam se jo nipta din haj ka aa gaya tha kaise ubur karta do din ka rasta tha yu duaa khudaya mainay ka saza hai lekin dikhaw kudrat kawe ke paas pahuche itne mein aankh jhapti ek nur ka tha jalwa irsad kar rahe the kuch yu rasul allah wada tha hsr akbar ka tujh se humne bhule aaya vo sang aswan use aur badh ke chhu le sodaye sajda lekar jo sar jaha jhuka hai apni jagah se hatkar wakab aa gaya vo dekh hidr tere khud kab ghumta hai makke ka zarra zarra kadmo ko chumata hai jis khak par ek aansu maljnu ka gira hia jalwa wahi khuda ka aakar simat gaya hai