SONG: Mashalla Tum Jawa Ho Female - माशाअल्लाह तुम जवां हो

Mashalla Tum Jawa Ho Female - माशाअल्लाह तुम जवां हो

LYRICS:
khudara na yu dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho khudara na yu dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho agar tum muskara kar pyar se baho ko faila do to hum baho me aa jaye agar apni juba se pyar ka ikraar farma do to hum janat ko pa jaye hansi hum bhi jawa tum ho to phir ye duriya kaisi jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho, haay khudara na yu dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho machlati aarju dil ki dabane se bhi kya hasil ke dil to aur dhadkega jawani me mohabbat ko chhupane se bhi kya hasil ye shola aur bhadkega mohabbat ki kasam tumko, mohabbat kar ke to dekho jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho khudara na yu dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho