SONG: Mashalla Tum - माशाअल्लाह तुम

Mashalla Tum - माशाअल्लाह तुम

LYRICS:
khudara na yu dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho agar tum chand se mathe pe apni julf lehara do to mera dil dua dega agar apni kamar ko ek jara hole se lachaka do jo mangogi khuda dega khuda ne hi jawani di jawani ka na hak chhino jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho suna to hoga tumne zindagi ek baar milti hai, dobara mil nahi sakti jawani ki kali bhi umar me ek baar khilti hai dobara khil nahi sakti mohabbat ke yahi din hai mohabbat ko na thukarao jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho agar hotho pe nagme aa rahe hai, rokti kyu ho ye nagme ruth jayenge koi dil leke pichhe aa raha hai tokti kyu ho, ye mauke phir na aayege bulawa meri baho ka chalo manjur bhi kar lo jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho mashaallah tum jawa ho