SONG: Marta Hai Koi To Mar Jaaye - मरता है कोई तो मर जाये

Marta Hai Koi To Mar Jaaye - मरता है कोई तो मर जाये

LYRICS:
marta hai koi to mar jaaye marta hai koi to mar jaaye hum apna nishana kyun chode hum apna nishana kyun chode dilwale bachaye dil apna dilwale bachaye dil apna hum teer chalana kyun chode dilwale bachaye dil apna majbur naa ho to ishk hi kya majbur naa ho to ishk hi kya magrur naa ho to husn hi kya tum humko manana kyun chodo hum tumko satana kyun chode hum tumko satana kyun chode dilwale bachaye dil apna jo humko nasihat karte hai jo humko nasihat karte hai wo apna jamana dekh chuke dekh chuke hum par bhi jawani aayi hai hum par bhi jawani aayi hai hum apna jamana kyun chode hum apna jamana kyun chode dilwale bachaye dil apna duniya to hamare saamne hai duniya to hamare saamne hai jannat ka pata kya hoke naa ho jaannt mein chupi daulat ke liye duniya ka khajana kyun chode dilwale bachaye dil apna