SONG: Marne Se Kya Darna - मरने से क्या डरना

Marne Se Kya Darna - मरने से क्या डरना

LYRICS:
marne se kya darna marne se kya darna marne se kya darna mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna marne se kya darna kaanta ho ya kali, ghar ho ya jhopdi gum ho ya ho khushi, humko hai ek si hum khel samjhte hai, aman aag pe jalna hum khel samjhte hai, aman aag pe jalna mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna marne se kya darna sagar ko sukha de, dharti ko hila de sagar ko sukha de, dharti ko hila de aakash jala de, patthar ko rula de aakash jala de, patthar ko rula de hum jante hai, hum jante hai duniya ke nakshe ko badalna mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna marne se kya darna jaha bij nahi prem ka, hum ped laga de nafrat ko mohabbat ka, tarana bhi sikha de jaha bij nahi prem ka, hum ped laga de nafrat ko mohabbat ka, tarana bhi sikha de veero ka yahi dharam hai hinsa ko kuchalna bharat ka yahi dharam hai hinsa ko kuchalna bharat ka yahi dharam hai hinsa ko kuchalna marne se kya darna, marne se kya darna mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna marne se kya darna, marne se kya darna