SONG: Marde Momin Apne Imaan Se To Tal Sakta Nahi - मर्दे मोमिन अपने ईमान से तों टल सकता नहीं

Marde Momin Apne Imaan Se To Tal Sakta Nahi - मर्दे मोमिन अपने ईमान से तों टल सकता नहीं

LYRICS:
marde momin apne iman se to tal sakta nahi pathro ke dar se dariya rukh badal sakta nahi jiske dil me hai khuda lab pe kurane pak hai ek allah ke siwa uske liye sab khak hai aye mere muskil kusha aye mere muskil kusha muskil meri asan kar aye mere muskil kusha muskil meri asan kar mai bhi hu banda tera muskil meri asan kar mai bhi hu banda tera muskil meri asan kar aye mere muskil kusha ghir gaye the aag ke sholo me jab hazrat khalil tune hi ki aag thandi ye mere rabbe jalil ruh ki kashti nikali tune hi tufan se kya hai jo mumkin nahi allah ter ishan se thama hai daman tera muskil meri aasan kar aasan kar aye mere muskil kusha muskil meri asan kar mai bhi hu banda tera muskil meri asan kar aye mere muskil kusha fazal kar ya rabb mohabbat mustufa ke vaste sayyare ka nain nasha hai ambiya ke vaste khair kar tufa tuma khairo nisha me vaste de panah mujhko sahide kar bala ke vaste aye do aalam ke khuda muskil meri aasan kar aasan kar aye mere muskil kusha muskil meri asan kar mai bhi hu banda tera muskil meri asan kar aye mere muskil kusha aye khudaye pak rahman rahim mai hu teri khak tu rabe behtarin mai hu bebas or tu hai charosa mai hu bekas or tu banda nawaz aaj mujhpe hai kayamat ki ghadi sar pe mere maut hai aakar khadi tod de tu julm ki talwar ko maut ja dikhla jara ab yar ko phul ban jaye kadi janjir ki gunj uthe fir sada takdir ki allah hu akbar allah hu akbar allah hu akbar allah hu akbar